Header Ads Widget

Blogger पर Free Blog Kaise banaye ? पैसे कमाने वाला Free Blog

Internet Ki Duniya Paise Kamane Ke liye do Optiton Hai Phela Bloging Dusra Youtube bUT Youtube Par Aapko Vidoe Script likh Kar Voice Recording Karke Video Editing Karke Or Sab kaam kar ke Fir jake Youtube Par Daalte ho isme Bhut Vakt lagta hai kher Chodo Aaj hum Blogging Ki Baat Karne Wale Hai  Blogging Sabse Aasan Or Accha Tarika Hai Paise Kamane Ke liye Or Ise Aap Kebhi Bhi Start kar sakte hai 


ब्लॉग से इनकम कैसे होती है blogger वर्डप्रेस से पैसे कैसे कमाए ब्लॉग से कितना पैसा मिलता है ब्लॉगिंग से कितना पैसा कमा सकते हैं ब्लॉग से कितनी कमाई हो सकती है


Blog Banane SE Phele BTA Du ki kayi logo ne Blogging part time ke liye start kiya tha But Von Aaj Blogging Me Itane Success Ho gye Hai ki Unhe Ab koi Naukari Ki koi Jarurt nhi hai vo aaj Lakho Me Kama Rhe hai Iski Koi sima nhi hai ki aap isese Kitna Earn karte ho yeh aapke Kaam Par Nirbhar Karta hai

Free Blog Ko Banane Ke Liye Internet Par Bhut Saare Platform Hai Par Sabse Bharosemand Jo Aaj kal Trending Me HAI Jise har Koi Use Kar Rha Hai Yaha Tak Ki Me bHI oR Us Platform Ka Naam Blogger.com Hai Yeh Sabse Accha Platform Hai 


Blogger Kya Hai ?

Blogeer Google ka ak hi Product hai Jise Google Khud Manage Karta hai or Yeh google ke dvara ki Gayi ak Free Service Hai Aap apna ak blog bana sakte hai aur lako me paise kama sakte hai Blog Aap do Tariko Se Bana Sakte hai ak free wala blogger se Ak Hosting Paise Se Hum Domian Or Hosting Purchase Karni Padti hai Jabki Blogger Me Yeh Dono Cheez Free Me Uplabdh Ho Jati hai Jiske Jariye Aap Kisi Bhi Jankari Ko Image, Video, Ya Apni Experiences Ko Or Apni Bato Ko Puri Duniya Ke Samane Rakh Sakte hai Kyuki Blog Par Likhe Gaye Post Ko Publish Karne Par Iski Koi Sima Nhi Hoti Hai Ki Yeh Kaha tak Viral Hoga Blog Par Daale Gaye Post Ko Puri Duniya Dekh Sakti Hai Aur Aapke Dvara Di Gayi Jankari Ko Padh Sakti hai aur Jisese Hamari Duniya Acchi Jankari Se Viksit Ho

Saaf-Saaf Kaha Jaye to Blogger Ak Asa Platform Hai Jispar Blogging Bussines Idea Ko Samjhane Ke baad Bilkul Free Blog Bana Ke Accha Khasa Paisa Ghar Bethe Kamaya Ja Sakta hai or Baat Iske Interface Ki Kare, To Google Ne Ise Parkar Banaya Hai Ki koi bhi Veyikiti Ise Aasani Manage Kar sakta hai Bina kisi Coding Or Confussion Ke



Blogger Par Blog Kaise Banaye ?

1.) Sabse Phele Browser Open Karke www.Blogger.com Site ko Open Karna Hai


2.)Aap Ko Apna Gmail Or Password Daal ke login kar lena hai Agar aap ko kisi or gmail se login karna hai to aap niche Wale Option Par Click karke Dusri Gmail Se bhi Login Kar sakte hai 





3.) Ab Aapke Saamne Naye Blog Se Related Jankari bharni hogi vo kuch Is parkar hai.

Title:- Title Me Aapko Apne Blog Ka Naam Likhna Hai.


Subject:- Subject Me Aapko Apne Blog By Naam Likhna Hai.



Address:- Aapko Yaha Asa Naam Daalna Hai jise Phele Kisi ne Use na kiya ho matlab Aapka adrs Name  Unique Hona Chahiye Yadi Aapka naam Sabse Alag se to Naam Availabe Dikha Dega Nhi to Nhi Dikhagya

Templates:- Templates Aap Apne Dvara Koi sa bhi choose kar sakte hai or Apne Hisab se ak Accha Look De sakte hai Ya fir Change Kar sakte hai  

4.) Ab Aapka Blog Tyaar Ho Chuka hai Aap Apne Blog Par Article Daal Ke Apna Blog Aaj se hi shuru kar sakte hai or Earing Kar Sakte Hai Ab Aapko Blog Jaise Humsesikhe.blogspot.com ase Dikhayega Blogspot.com Aapko Subdomain hai jo ki Ak Free Domain Hai Agar Aap .COM, .IN, .NET Jaise Domain Lena Chahte hai to Aapko Ise Purchase Karna hoga yeh Aapko GoDaddy, BigRock aadi Website Par Mile Jaayega Purchase Karne Ke bed ise Apne Blog ke Server Se Connect Kar lena hai


Blog Par Blogging Karne Ke Fayade ?


1. Blogging For Sabse Bada Fayda Hai Ki Aap Apne Khud Ke Boss Ban Jaate hai

2. Blogging Se Paise Kamaane Ka Phela Jariya Google Adsense Google Adsense hota hai Isliye Blogging Century Ka Matlab Hai Ki Aap Duniya Ki Sabse Badi Company Ke Sath Kaam Kar Rhe Hai

3. Aap Kahi Bhi Beth kar Apna Kaam Kar Sakte Hai Iske Liye Kisi Office Ki Aavshkta nhi Hoti

4. Aap Kisi Samanye Naukari Ki Tulna Me Ise Se Jada Paise Kama Sakte hai

 5. Blogging Century Se Aapka Gyan Badh Jata hai Noma Aapko Bhut Saari Chezo Ki Jankari Ho Jati Hai


Blogging Niche Choose Kare ?

Blog Banane Ke Noma Motivation Jadatar Logo Ko Internet Par Dusre Kis Blog Monthly Discovery Report Dekh Kar Aata Hai Jisese Vo ak Blog Bana Lete hAI or Aise me hi 95% Log Blogging Fail Ho Jaate Hai Jo Ak Dusre Ko dekh Kar ki yeh bhi lako Kama Rha Hai me Bhi Blog Bana Kar Lakho Kamunga Agar Aap Bloging Me Succes hona Chahte hai to Aapko Vo hi blog banana hai Jisme Aapka Interst ho Jaise Har Insaan Ko kuch na kuch kaam karna Behad Pasand hota hai jaise Ki Movie Dekhna Gaane Sunana Likhna Khana banana ya khana ghumna Khelna Bussiess Job Karna Computer chalana Book Padhni Ya Kuch BHI Aap Us Topic Par Apna Blog Banaye JIsme Aapko Interest Hai Na ki Kisi Ko Dekh kar koi bhi Topic Par Kaya Pta Jise Dekh Kar Aapne Blog Choose Kiya Hai Veh Uska Favorite ho Ex: - Agar Aapko Movie Dekhna Pasand Hai To Aapko Movie Par hi Aapna Blog Banaye Jisese Aap isme Jada Accha Kaam Kar Payenge Kyuki Aap Ki yeh Ak Favorite Cheez Ho gyi Aage Post likhane Ke Liye Topic Research Karne Ke Liye Jada Pe reshani Nhi ho na Padega.


20 Top Articles for New Blog ?


1.) Beauty and durability

2.) Industrial Industry

3.) Computer & Electronics

4.) News

5.) Online community

6.) Pets and pets

7.) Real Estate

8.) Science

9.) Purchase

10.) Sports

11.) Travel

12.) Arts and entertainment

13.) Automotive & Vehical

14.) Book & Letters

15.) Boyfriend

16.) Eating Drink

17.) Games

18.) Health

19.) Home and Garden

20.) Jobs & Education


Free Blog Professional Blog Kaise banaye ?

1.) Custom domain adds Kare

2.) Interface Blog Or Roaming Aasan They Have.

3.) Sabse Phele Apne Free Blog Ke Liye Sabse Acchi Theme Download kare.

4.) Blog Post Categories They Have.

5.) The logo Ke Liye logo Or favicon Design Kare.

6.) Google Adsense Already Approved

7.) Blog Ke Liye Youtube, facebok, Twitter Jaise Social Media Par Account They have

8.) Blog Me About us, Privacy Policy, Disclaimer Or Contact Us Jaise Important Page They Have

9.) My Blog Sharing Social Networking Button.

10. Aap Is trhe Aap Apne Free Blog Ko Professional Bana Sakte Hai


Conclusion,


Hanji Dosto Umeed hai Aaj Humne Jo Sikha hai Aap Ko sab samjh Me aagya hoga aaj Humne Sikha Hai Free Me Blog Kaise banaye 2021 me Agar Aap ko Hamari Post Acchi Lagi hai to Aap Hamare Is Post Ko Apne Dosto ke Sath Share kar sakte hai Jaise : Facebook, Instagram, Twitter


Realted Post:- 





Post a Comment

0 Comments